MP online official website now published notification regarding mp samvida shala shikshak grade 3 counselling 2013. According to this advertisement now merit list of MP mp samvida shala Teacher Recruitment merit list will be published after 25 march 2013. as we know recently MP online invite online application form for the recruitment Grade III teacher. Advertisement was published on behalf of M.P. School Education Department on 26 February 2013. After that document verification has been done from 1 march 2013 to 12 march 2013. process of choice of filling has been done on 1 march. These post are divide on Janpad Panchayat level. there will be total 46935 posts recruited on this vacancy. 50% seats are reserved for female teacher and 10% reserved for ex service man. 5000 per month salary will be given for each samvida shala shikshak Varg 3. Each teacher will be recruited for 3 year years. But time duration are expendable of samvida teacher after 3 years on the basis of your performance.
Important official website for Madhya pradesh Samvida Teacher verg 3 Recruitment 3
M.P. Samvida Shala Shikshak Grade I, II & III M.P. School Education Department
(Directorate of Public Instruction, Madhya Pradesh)
0755 2583653 0755-2583650
www.sednmp.nic.in
www.mponline.gov.in
www.educationprtal.nic.in
News By: Jobslip.in
For any other inquiry post your comment here.
Exclusive news : mp samvida shala shikshak grade 3 Merit List will b out on 8 April 2013 at 4 pm . www.JobSlip.in will give you update when final merit list will be out.
Important official website for Madhya pradesh Samvida Teacher verg 3 Recruitment 3
M.P. Samvida Shala Shikshak Grade I, II & III M.P. School Education Department
(Directorate of Public Instruction, Madhya Pradesh)
0755 2583653 0755-2583650
www.sednmp.nic.in
www.mponline.gov.in
www.educationprtal.nic.in
News By: Jobslip.in
For any other inquiry post your comment here.
Exclusive news : mp samvida shala shikshak grade 3 Merit List will b out on 8 April 2013 at 4 pm . www.JobSlip.in will give you update when final merit list will be out.
sss3 me mere 110+b.ed+other state[up] se hun. please second councilling kab start hone ki sambhavna hai.
ReplyDeleteMy score is 126.93 . When is the second round going to start and can I take part in that as my results of b.ed has just released? Please reply fast.
ReplyDeleteI have 126.93 marks and my result of b.ed just released. When the second round is going to start? Can I take part in the counseling? Please reply me . Thanks.
ReplyDeleteKb aaya result
ReplyDeleteResult 11 april ko declare hua hai.
ReplyDeleteKya aah varg 3 ki merit list jari ho rahi hai ya nahi?
ReplyDeleteYes 22 ko 4baje
ReplyDeleteYes. After all merit list released finally. Some information : 440 selected in sheopur out of 900 and in bhind 365 from 730, 975 from 1600 in morena and 673 from 1900 in shivpuri. Hey guys you have a chance. I hope so may god save a post for you.
ReplyDelete2 counsling varg teen ke kab se suru ho rahi hai or kon si shikshak ki processing chalu kar rahe please sir inform kar do
ReplyDeleteVarg 3 me harda and dewad ki genral and obc ki post bhara gai he
ReplyDeleteSss2 ki 2nd councelling kab hogi
ReplyDeleteVrg3 ki joinig kb hogi
ReplyDeleteVarg 3 ki second causeling kb se start hogi ....
ReplyDeletePls tell me
Varg 1 & 2 ki merit list kal ayegi
ReplyDeletebhailogo... khushkhabri
ReplyDeletenavbharat 28 ya 29 april ke front page pe news he ki mp me 79000 shikshko ke rikt pad khali he.....
dosto
pad bahut rikt he.... par yadi may june me second counseling start nahi hoti he to fir koi chance nahi..... kyoki achar sahita nov me mp election... and march-april me loksabha chunav..... our waise bhi 2014 me fir exam hogi sss ki
par
fir
hamara chance abhi bhi he...
plz plz plz....
jo log media se najdik he... wo news paper me khabar bar bar chapwaye..... our cm tak baat pahuchaye....
tabhi kuch hoga...
our ha jo bhi news paper me chape wo plz share kare.. with link...
i hope sab acha hoga..
resultwala site band hone se hum sab ka sampark tut gaya...
par ab hum is site pe jab tak sath rahenge jab ki second round start hokar khatam na ho jaye.....
our ha
hamari sahayta
sirf news paper he ka sakta he......
warg 1 aur 2 ki merit list aa chuki hai. jald hi second counselling suru hogi. lagbhag 4-5 dino men.
ReplyDeletekya varg 3 me pado ki sankhya badegi dostooo...?????
ReplyDeletemere verg3 me111.34marks +b.ed. He .verg3 ki 2 coun. Me selection ke chance he???
ReplyDeletehttp://epaper.rajexpress.in/Details.aspx?id=124617&boxid=155428843
ReplyDeleteBhai ye link open nahi ho rhi isme kia he ap bta do
Deletevarg 1-2 me sirf 10,000 pad hi bharapaye he... shesh pad 2nd counce. se bhare jayenge jo jald shuru hogi...... raj express ki news he 1st may ya 2nd may bhopal me he.... pard lo
Deletehttp://epaper.bhaskar.com/bhopal/120/23042013/mpcg/1/
ReplyDeletesss3 me 114.76 ded he second round kb hoga
ReplyDeleteVarg 3 ki 2counsling start hone wali he
ReplyDeleteVarg 3 ki 2counsling start hone wali he
ReplyDeleteye jankari kaha se pata chali ply reply
DeleteVarg 3 ke liye Document verify or Varg 3 ki Counselling kab Start hogi...?
DeleteSb log comments ke madhym se jude rhen daily tbi hum 2nd councelling kra payenge
ReplyDeletedosto varg3 ki 2nd councling kab hogi
ReplyDeleteSamvida3 ki dusre charan me ded trand waiting walo ko liya jayega jab ded trand waiting me he to bed ko nahi liya ja sakta kyo ki ded walo ko waiting me rakha gaya he kyo jab ded walo ko hi lena tha isliye unhe moka dena chahiye
ReplyDeleteDainik bhaskar me pda he
ReplyDeletekab ke dainik Bhaskar me jald bataye
ReplyDeletekab ke dainik Bhaskar me jald bataye
ReplyDeleteSamvida3 ke dusre charan me ded waitinglist walo ko liya jayega
ReplyDeleteSamvida3 ke second chran me det waiting walo ki pahli prathmikta banti he bed ki nahi
ReplyDeleteBhai phle d.ed.hi.lgege ok
DeleteDosto bahut jgh khali he d. E.d v lg jaege or un trend v jinke nu.100 he
ReplyDeleteverg 3 councling me b.ed walo ko langa ya nhi
ReplyDeleteMere bhai smvida varg 3 ki waiting list lgbhg zero hai bhut hi kam hai isliye b.ed ka hoga
ReplyDelete2 may ke rajexpress me likha tha ki baki bache pad dusre chran me bhare jayege to kya bed walo ka bhi dusracharan hoga ya ded ke dusre chran me bharenge
ReplyDeletePlease koi batao kya ded wating list walo ki selection list jari hone par jo log jinka nam selection list me nahi aa raha he un ded waiting walo ka kya hoga
ReplyDeletedosto...fokat ki bahas mat karo ki second round me b.ed ko lenge ya d.ed ko
ReplyDeletepehle hi sab kuch clear ho chuka he...cort ne dusra charan sirf untraind ki bharti aadesh diye he.... dusra chran sirf untraind ka hoga
ab is baat par bahas karna ya stay lagana sirf time pas he..... our ha cort me stay lagane ka nuksan to ap dekh hi chuke ho yad he na merit list ke sath cort list bhi mp online par he... ab pata nahi unki kab bharti hogi...... our ha jo waiting list me he unki sankhya sirf 600 ke aas pas he.... our 600 pad to khali ho hi jayenge.. kyoki bahut se candiate ko pasand ki jagah nahi mili he....
ab dosto
fijul ki baate mat karo
ab yahi dua karo ki second coun. start ho our pado ki sankhya badai jaye..... our ha sirf cort jane ka sirf ek hi karan best he ki chunav ki achar sahita ke pehle bharti ho jaye....
http://epaper.bhaskar.com/khandwa/162/22032013/mpcg/1/
ReplyDelete.
dainik bhaskar... khandwa edi. page num.-9
.
http://epaper.bhaskar.com/khandwa/162/22032013/mpcg/1/
....
...
bas ab to sirf bharti second round start ho jaye
600 waiting walo ke pad khali nahi honge to unhe dusre charan me bhara jayega
ReplyDeletevarg 3 ki 2nd councling kab tak start hogi & isme 12th pass candidate ko lenge ya nahi . please reply me...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteYhi to nhi pta
ReplyDeleteVrg 1 aur 2 me bi bahut post abhi bi khali hain trained candidate mil hi nhi paye hain
ReplyDeleteSss3 ki second counseling me b.ed hai ya
ReplyDeletenahi plz reply
Second counseling mein b.ed. ko prathmikta hai. So don' t make fuss about this.
ReplyDeleteNahi
ReplyDeleteBed ko nahi lenge to sab ne coment karna band kar diya verg2 ka dusra chran suru karao 3 me mat guso
ReplyDeletevarg 3 ki 2nd counsiling kab he. me other state se hu or b.ed 2012 ki he. kya mera chanse he.
ReplyDeletedosto information me.
Seat aadhe se bi kam bhar pane ke karn govt. Passing marks kam krne pe vichar kar rahi hai
ReplyDeletegereral ka 60% se 50 %
reserve kote ka 50% se 40%
Kya passing marks kam karne wali baat sahi hai, kaha pada please batao
ReplyDeletekoi ye batao ki 2nd charan kab shuru hogi. fixe date kisi ko malum ho batao. Information give me.
ReplyDeleteSabhi un bhabi teacher ko badhai jinhone merit me sthan banaya .ab joining ke bare me batao kab adesh araha hai.jisko bhi pata chale turant inform kare.tatha apaka jis jila silection hua hai uske bare me batao.mera varg1 me history me hua
ReplyDeleteNahi
ReplyDeletecoment karte hi rah jaoge kya........... are pata karna hi he ki second counciling kab hogi to lokshikshan sanchnalaye bhopal me pata karo.... news paper se madat lo.... bar bar is site pe puchne se start nahi ho jayegi dosto........
ReplyDeleteachar sahita july bad lagjayegi.... yadi may-june me start nahi hui to fir bhul jaao....
hame kuch karna hoga.... bhopal chalo.... news paper ka sahara lo.... media hi madat karegi...
Joining 15 se
ReplyDeleteYeh information kahan se mili? Kahin anuman toh nahi bata rahe ho.
DeleteIts true ?
ReplyDeletewarg 3 second round jald hi suru hoga...15 may to 23 may so waiting
ReplyDeleteDed ko lenge
ReplyDelete15 may se 23 may valy date ...
ReplyDeleteSir kanha se malum hui...
you right sir...
kya b.ed valo ka chanse he...
information dena sir...
thanku ....
Kya aap sure ho ya hum logo ko jhula rahe ho, yaar tu batata kyun nahi ki ye 15 may ki jankari kaha se mili
ReplyDeletesab bakwas he dosto yadi aisa hota to news parer me aa hi jata......
ReplyDeletemere nivaden he please aisi apwah mat failao..... yadi ye sach he to puri jankari do with link..... kisiki bhavnao se mat khelo yar.........
dosto second round starthoga par hame media ki madat lena hogi
Jab tak 1,2,3 ke chune hue cndidte ki niyukti nahi ho jati 2nd round shuru nhi hoga,aur court me yachika lagayi gayi he uska fesla ane ke bad niyuktiya hogi,7 may ko sunwai me court ne fsla surkshit rakha he 8 may ke naiduniya me news he
ReplyDeletegourav nai duniya kaha ke our kis page ki news he...? please batao
ReplyDeletePlease is site pe sahi comment kijiye . Galat jankari dekar gumrah mat kijiye yahi mera savinay nivedan hai.
ReplyDeletesamvida shikshak ki second counseling kb mere 12th me 71 pratishat he or sss3 me 92.78 he
Deletecounseling kb hogi ss3 ki
ReplyDeletehelo friends koi jankari ho btaye counseling ki date
ReplyDeletemera name kapil soni hai
ReplyDeleteor mere sss varg 3 me 98.14
number hai but untrand+gen
hu....kya koi chance hai mere....please reply.
Bhai general untraind aur marks v kam h bahut muskil h tumhara.
DeleteBhai general untraind aur number v kam h bahut muskil h
Deletesecond round coming very soon.....
ReplyDeleteKapil bhai yeh hawai stroke hai ya perfect drive?
DeleteHi.
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteJay mata di mera gred3 me laga do
ReplyDeleteJoining dates kab tak milengi
ReplyDeletekb hogi counseling
ReplyDeleteHi mat karo news ho to post karo
ReplyDeletewarg 3 ki second counslling june 26 se lekar 10 july ke beech me start hogi...denik jagran date 18 .5. 13
Deletedosto kya news paper me bhi khabar nahi chap rahi
ReplyDeleteIs anybody has any information related to joining dates.
ReplyDeleteThere is no information
ReplyDeletefriends , joining date s & place of posting kab tak hoga ?? any information, please share.
ReplyDelete2 ki joining kab hogi
ReplyDeletePlz batao
ReplyDeletehi any news
ReplyDeleteB.e.d ko patrta mil gai dosto d.ed or b.ed dono ko lege 2 round me
ReplyDeletekha se mili he news
Deletekha se mili he nwas
DeleteKahan se pata chala.
Delete2nd round kab shuru hoga dost..
ReplyDeletekoi infomation do ...
2nd round kab shuru hoga dost..
ReplyDeletekoi infomation do ...
Niyam anusar second round untrend ka hoga, b.ed. Ko lena hai to first round me hi liya jayega so watch and wait dosto...
ReplyDeletekya 12th pas nhi lenge second counseling me plz btae
ReplyDeleteDed Waitinglist walo ko 2 round me chance he kya
ReplyDeleteJo verg3 ke pahle chran me waiting me he or 12th,ba.or ded he to 2round me chance he
ReplyDeleteAgar waitinglist walo ko nokri nahi to chunav me wot nahi
ReplyDeleteGred3 Barojgaro jago or waitinglist se gred3 me niukati lo chunav se pahle nahi to bjp ko vote nahi
ReplyDeleteasi srkar ko vote dene ka kya mtlb jo 50000 bhrti nhi kr sati, vo rajy ko kya chlagi
ReplyDeleteJis categery me seat khali rah jayegi us par hoga second round seats full to us categery me nahi hoga second round so watch and wait dosto...
ReplyDeleteAgar 2011 ki sthiti me bharti hoti to d.ed. Aur b.ed. 2011 tak ka manya kiya jata tab sayad waiting banati hi nahi sab ka ho bhi jata bina rukavat ke lekin 2011 ki sthiti hatane se untrend ko to ghata hua hi sath me kam number wale d.ed. Aur b.ed. Walo ko bhi bahut jyada ghata hua hai.
ReplyDeleteSabhi athiti teacher sab guest teacher ko suchit karo ki cm ne raisen jile me atiti ko samvida teacher banane ki gosna ki newspaper me do or 16 jun se pahle 2round me chanse lo is se jo waiting me he or athiti he usko bhi fayada hoga vidan sabha chunav ke bad kuch nahi hoga
ReplyDeleteAthithi bahut hi kam paas hue hain isliye unki alag exam hoga
ReplyDeleteathithi ko kewal age me chut di he vo bhi jinke 3 sal complit he vo bhi kisi koi archan ke
Delete49000 pado par atithi shikshako ki bharti nahi hogi yadi kuchh labh dena hoga to naye swikrit pado par denge aur han sunane me aa raha hai ki agala round kewal b.ed. 2012 tak walo ka hoga...
ReplyDeleteesa nhi he bhai phle de.d fir b.ed dono ke ek sath form dlwaege kiyu b.e.d total 5000 he d.e.d total 8000 waki ke pdo par untrand ko lege
Deletehai cort ne diya he adesh ke 21 din me puri bharti krke dena he
ReplyDeleteiska mtlb 2 round jaldi suru hoga
ReplyDeletejaldi hoga 2 round 20 may se
ReplyDeleteSayad aapko pata nahi cm ne raisen jile me gosna ki thi ki jo athiti 2011ki patrata pariksa pass he use samvida teacher banaya jayega so next exam nahi
ReplyDeleteHum sab ded teacher ko milkar ye sapat lena hogi ki yadi gred3 ke pad par niukati nahi to bjp sarkar ka sarvnas ho hum to berojgar he nokri nahi to koi or kam he sahi leken bar bar sarkar niymo ki dajiya udati or niyam me rah kar bharti nahi karti hume mp me ese sarkar nahi chahiye
ReplyDeletemere varg 3 me 112 no. Hai obc untrained chance hai ki nahi
ReplyDeleteJin athiyo ne jinhone 2005, 08 aur 11 ka exam pass kiya hain unhe laabh mil sakta hain baki ko nahi
ReplyDelete2012 tak ka hi D.ed. Aur B.ed. Manya kiya jayega varg 1,2,3 me jo ki pahali counseling me kiya ja chuka hai ab untrend ki bari hai ab jinaka d.ed. Aur b.ed. Hai bhi unhe bhi untrend me hi gina jayega.
ReplyDeleteKya aap bata sakte he ki 2005 or 2011 ka exam pass kiya par 2008 ka nahi to athti ko chanse he
ReplyDeleteBad news kya kisi ko pata he ki waitinglist me aane ke bad gred3 ke ek pariksharthi ne jahar khane ki kosis ki par use bacha liya gaya agar vo mar jata to iska jimedar kon hota "mp sarkar" jisne trand ded teacher ko teacher nahi banaya jab trand teacher nahi lena tha to teacher banne ke sapne kyo dikhye
ReplyDeleteसंविदा शिक्षक भर्ती तो बीरबल की खिचड़ी हो गई, लगता है भर्ती अब 2014 मेँ होगी ।
ReplyDeletehttp://epaper.bhaskar.com/indore/129/17052013/mpcg/1/
ReplyDeletepag no.13
20 may ki jankari pakki hai kya please inform me at akashiprasad@gmail.com
ReplyDeletehi
ReplyDeletehi
ReplyDeleteYe hi hi kya hota he pahle hi dimag khrab he or aap ke pas news ki bajay hi hi he
ReplyDeleteKya kisi ko pata he ki 2011 ki patrata pariksha pass he or athiti teacher he to kya samvida teacher banne ke chance he
ReplyDeletedate a gai dosto
ReplyDeletedate a gai dosto
ReplyDeleteSamvida varg 1 ki joining 20 may se start ho rahi hai . Dainik bhaskar ki khabar aaj aai hai. Iske baad varg 2 aur fir varg 3 ki joining hogi schools bhi online hi provide karae jayenge.
ReplyDeletesss3 k dusre round me 12th pas ko lenge ya ni
ReplyDeletejoining schedule educationportal par aa gaya hai.
ReplyDeletesss varg 3 ki 2nd counciling kab se shuru hogi....
ReplyDeletejuldi karo information do dosto.
प्रथम चरण मेँ संविदा शिक्षक नियुक्ति उपरांत शेष रिक्त पदोँ की जानकारी 31 मई 2013 तक मांगी गई है संभवतः दूसरा चरण की सुगबुहट सुनायी दे रही है मित्रोँ भगवान के घर देर है अंधेर नहीँ ।
ReplyDeleteDoosari counseling june me hogi 31/05/2013 tak rikt pado ki jankari magai ja rahi hai...
ReplyDeleteKya dusri counseling me waitinglist walo ko bhi chance he
ReplyDeleteHi mere varg 3 me 98.24 marks he me untrend hu. And obc se hu mere chance he ya nahi.
ReplyDeleteJab trand techer 97 or 1o2 vale waitinglist me he to untrand kya infromison de
ReplyDeleteKya is site par waiting list wala koi nahi lagta sab waiting wale so gaye
ReplyDeleteBut ed. Portal par waiting list he hi nahi ab kya hoga dosto.
ReplyDeleteAgar waitinglist nahi iska matlab unhe dusre charan me chance
ReplyDeleteAducatiomportal par likha he ki atiti shikshak ko samvida teacher banaya jayega par kab
ReplyDeleteWait for side
ReplyDeletesecond round kab hogo
ReplyDeletehi
ReplyDeletemere sss3me 102.31 marks hai sc untraind to kya dosto 2 counsling me mere chanse hai
ReplyDeleteRight to education ke tahat Untrend bharti par kendra sarkar ne rok laga di hai...
ReplyDeleteYe jankari kaha se mili he bhai high court ka adesh he bache huye pad par untraind ko moka diya jayega fir yah kese ho sakta he.
DeleteSayad varg-3 ki doosari counseling me b.ed. Walo ko mauka mil jaye...
ReplyDeleteHe bhagwan ye sarkar ko kuch sadbuddhi do jo bechare garib berojgaro ke sath khilwad kar rahi he.
ReplyDeleteKya koi bathyega ki waitinglist wale waiting me hi rahege ya unhe koi chance he
ReplyDeleteNiyukti prakriya 20 may se start ho rahi hai . 20 se 25 may tak varg 1 aur 2 walo ke liy h . Uske baad varg 3 ki 25 se 30 may tak chalegi. Ye khabr 19 may ke dainik baskar me hai.
ReplyDeleteHigh court ne kaha hai ki kendra se anumati lene ke bad untrend ki bharti karo par abhi tak kendra ne anumati nahi di yadi aumati milati hai tabhi kuchh ho payega.
ReplyDeleteye betuki baat hai shiksha k adhikar ka shiksho ki neukti se kya sambandh ho sakta hai
ReplyDeleteRTE Ke tahat central gov ke banaye gaye rules ko rajya sarkaro ko manya karne hoge
ReplyDeleteभोपाल। बीएड धारी आवेदकों के संविदाशिक्षक वर्ग 3 के लिए आवेदन करने का रास्ता साफ हो गया है। मप्र उच्च न्यायालय की खंडपीठ इंदौर ने बीएड धारी आवेदकों को संविदा शिक्षक वर्ग3 के लिए आवेदन के लिए पात्र माना है। जस्टिस एससी शर्मा और जस्टिस प्रकाश श्रीवास्तव ने सुनवाई के बादआदेश दिया कि 21 दिनों में प्रदेश में संपूर्ण 49 हजार पदों पर भर्ती की प्रक्रिया पूरी की जाए।
ReplyDeleteBHAI YE NEWS KAHA SE MILI
Deletesameer ji.... thankyou for this news...
Deletedear please ye bataye ki aapko ye news kaha se mili.... please link de.... kon sa news paper.. kaha ka our kis tarikh ka our page number....... ye jankari doge to me god se prathna karugi ki aapko job mil jaye....
priya sharma sehore
B.Ed walo ke liye 12th me 50% se kam manya kiye jayenge ya nahi
ReplyDeleteSecond counceling kab se he.
ReplyDeletekisi ko varg 3 ksecond counseling ki jankari ho btaye
ReplyDelete2nd counsling julay ant tk sabhi bache khali pad bhre jayge
ReplyDelete28 may ko next round ka time table jari hoga, 31 may tak kul rikt pado ki sankhya aajayegi, 3 june se b.ed. Varg-3 Walo se dusare round ki counseling start hogi.
ReplyDelete2nd counselling varg 3 me sabhi b.ed wallon ko kya cort se adesh lena hoga. coun. kab se start ho rahi he . 96.21 femail hoon aur b.ed hoon. fe. age limit bataiya.
ReplyDeleteadesh to sabhi ke liye hota hai na kisi 1 ke liye thodi hai
DeleteKya 2 round me ded waitinglist walo ko chanse he
ReplyDeleteLagta he sab so gaye kya jvly me dusri counseling hogi tab jagoge sahi bhi he garmi bahut he
ReplyDeletedosto untraind candidate ke sath shivraj sing ne dhokha kiya h. sabhi untrained candidate ko cm par dabab banana chahiye barna vote nahi !!!.
ReplyDeleteShivrajsingh ne to hum ded waitinglist walo ke sath bhi dhoka kiya he agar hume gred3 ke pad par nokri nahi mili to shivrajsing ko vote nahi
ReplyDeleteIs site par ye hi HI JIske pass koi news nai vo bas hi hi
ReplyDeletejinki bed ded nhi aur 12th mein % aache unka kb hoga kiss ko kuch pata ho to plzz bataye..:(
ReplyDeletecounseling kb hogi me untraind hu or mere 12th me ache parcent he
ReplyDeletefirst round ki joining me jin logo ne satayapan karaya or jitne shes bache fir un shes pado par waiting walo ko bulaya jayega jo waiting ke or joing ke shes pad jitne bachte he unhe 2 round me bhara jayega so 2 round july me so wait friends 1 month...
ReplyDeleteVarg 1 2 3 k rikt pado ki jankari 'URGENT' mangi ja rahi hai, 2 sal ho gaya abhi bhi rikt pad pata nahi tab to ho gai bharti...
ReplyDeleteAaj Education portal par naya circuler upload hua hai varg 1 2 3 ke rikt padon ki jankari urgent mangaye jane ke sambandh me isako padkar samjhe aur batayen...?
ReplyDeleteMp portal par deko news bharti ke new pad
ReplyDeleteMp portal par diya he "sansathavar"iska matlab kya he kya ye bharti nagarnigam ki he ya gramin ki
ReplyDeleteKya mp portal par janpad nikay ke adin aane vale rikt pado ki jankari mangi he ya nagriy nikay ke rikt pado ki
ReplyDeletekoi to btao ki untraind ka koi chance he ya nhi varg 3 me
ReplyDelete2nd counsling nahi hui to shivrajsing ka ghar jana pakka
ReplyDeletesss3 ki second councilling kab start hone ki sambhavana hai.mere 110+b.ed. hai
ReplyDeleteDekhiye chahe d.ed hon ya b.ed hon ya untraned sab ka hoga pr 2nd coucenlling ho tab , abhi bi kam se kam 25000 pad rikt hain vrg 3 ke aur d.ed+b.ed milakr bhi 15000 se jada nhi hain kyunki jada se jada 1st councelling me ho chuke hain isliye hoga sbka bs der hai to 2nd councelling ki
ReplyDeleteUntraind ka koi chance he ya nahi.
ReplyDeletesir main gen cat ka hu mere varg 3 main 108.52 no hai or mera sirf 12th maths science se hai 55% se kya koi sambhavna hai
ReplyDeletemere varg 3 main 108.5 persent hai or 12th maths science main 55% hai bed ded nahi hai koi chance hai kya
ReplyDeleteHe bagwan shivraj ko sadbuddi de ki berojgaro ke liye kuch kare
ReplyDeleteSir mere varg 3 me 98.24 marks he obc and untraind hhu
ReplyDeletecm ko vote nahi 2011 ki position par bharti ho HAJARO UNTRAINED CANDIDATE KE SATH DHOKA
ReplyDeleteBhaiyo bharti me 2012 ki d.ed. Manya ki gai jo ki kanoonan galat hai jisake karan hamare obc bhaiyo ke second counciling me chance khatm ho gaye hai hame bharti 2011 ki sthiti me karwane ke liye high court jana hoga tabhi hame job mil sakati hai.
ReplyDeleteUntrend ki bharti nahi karana chahati hai govt. Tabhi to patrata pariksha ke bad d.ed. Manya kiye gaye jo ki niyamanusar galat hai, jinaka d.ed/b.ed. Result patrata pariksha form bharane ki antim tithi tak aa chuka tha ve hi nokari ke sache hakdar hai.
ReplyDeleteमध्यप्रदेश में अभी भी खाली हैं 35000 से ज्यादा संविदा शिक्षकों के पद
ReplyDeleteभोपाल। संविदा शिक्षक भर्ती के लिए जितने पद भरे नहीं गए हैं, उनसे ज्यादा खाली पड़े हैं। खासतौर पर वर्ग-2 व 3 की स्थिति देखने पर यह सीधे तौर पर समझ में आ रहा है कि खाली पड़े पदों की संख्या भरे गए पद से ज्यादा है। उधर, लोक शिक्षण संचालनालय के अधिकारी जुलाई अंत तक खाली रह गए पदों को भरे जाने की बात कर रहे हैं।
Sirf trend teacher bharti ki anumati mili hai isi liye 35000 pad khali hai jinhe agali patrata pariksha se bhara jayega, abhi atithiyon ko kam chalaya jayega...
DeleteHello sir 2014 men varg 2 ke kitne pad aane ki sambhavana hai please batayen.
ReplyDeleteSirf trend teacher hi liye jayenge is bharti me chahe wo patrata pariksha pass ho ya fail kyoki ncte ne sirf trend teacher bharti karne ki anumati pradan ki hai...
ReplyDeleteJab trand teacher obc ke ho to unhe gred3 me kese leya jayega sarkar ne to obc valo ka bavishy bigad diya obc ke pad khali nahi he
ReplyDeleteSab obc valo jago pado ki mang karo obc ke koi pad nahi he yadi nokri chahiye to sab aavaj uthavo newspaper me do
ReplyDeleteJab trand teacher obc ke ho to unhe gred3 me kese leya jayega sarkar ne to obc valo ka bavishy bigad diya obc ke pad khali nahi he
ReplyDeleteKab hogi counselling
ReplyDelete